#Jab tum mere pass nahin hoti na, To kuch bhi acha nahin lagta,
Asa lagta hai mano mai is duniya mai ek akela insan hun baki sab mano kahi gayab ho gye ho,
Bahut yaad ati hai mujhe tumhari .,
Agar tumhare pass rahna mere haat mein hota na to main tumse kabhi dor hi na jau.
hamesa tumhare pass hi rahun...
#Jab tum mere pass nahin hoti na, To apki itne yaad ati hai ki mai thoda roo leta hu,
Loog kahte hai ki jab apko kise ki yaad aye to thoda roo liya kro fir tumhe uski itne yaad nahi ayegi.,
Par fir kuu mere shat asa hota hai ki, mujhe rone kai baad tumhari yaad or bhe jyda ane lagti hai...
#Jab tum mere pass nahin hoti na, To mai bss tumhare bare mai hi sochta rahta hu,
Mai khuli aankhon se apne har wo moment ko yaad karta hu jismein mere shat tum thi.,
Hum kaise mile thi, & kaise hamari soul aaj ek ho gayi hai.,
Mai tumhari or meri har wo conversation ko yaad karta hu jisme hum shat the.,
Jab ache conversation ko yaad karta hu to bahut khushi hoti hai ki meri crush mere shat hai.,
& Jab mai ase conversation ko padta hu jisme hamari ladai ho rahi hoti thi toh mai bas smile karta hu and sochta hu ki kitne choti choti chijo ko lekar hum lada karte thai ,I mean mai lada karta tha.,
#Jab tum mere pass nahi hoti na, To mana mai gussa karne lagta hu
& bahut udas bhe ho jata hu par iska matlav yai nahi kai mai apki situation ko samajta nahi yaa mai change ho gya hu,
Yrr kya kru mai mera dimag toh maan jata hai par yai dil meri sunta hi nahi hai
True lines dear
ReplyDeleteGud
ReplyDeletei like ur feelings
ReplyDelete