Vase toh ab mene likhna band kr diya h...
Hn pr aj kuch likhne ka mn sa kr rha h...
Yai dil ka haal tujhe batane ka man sa kr rha h...
M thik nhi hu tere bina yai tujhe batane ka man sa kr rha h...
Tu aa toh sahi mere pass tere shat rone ka man sa kr rha h...
Comments
Post a Comment